Shastriya Sacred Vidhi

Gayawal Teerth Purohit Parampara

आपके कुल व गोत्र से जुड़े प्रामाणिक गयावाल पुरोहित से सीधा संपर्क एवं प्राचीन बही-खाता मिलान।

Shastriya Swaroop Evam Parampara

Narayan Bali Garuda Purana mein varnit atma shanti aur Sadgati prarthana ki vishesh pawan vidhi hai. Is vidhi mein Bhagwan Sriman Narayan ke tarpan aur pujan dwara pitru mukti ki kamna ki jati hai.

Pandit Guidance & Assignment

Is vidhi ke liye vishesh gyan aur nishtha wale Senior Shastri Pandit ji dwara sankalp karwaya jata hai taaki vidhi purna shuddh evam pramanik rahe.

Shastri Pandit Se Salah Lein

Aapki family requirements ke anusar timing aur date discuss karne ke liye humare coordinator se baat karein.

सेवाकॉलव्हाट्सएपशुरू करें