Gaya Ji Ke Teerth Purohit
Gayawal Brahmin Parampara aur shastron ke gyata verified Teerth Pandits se sampark evam sankalp.
Teerth Purohit Verification Process
Humari website par "Verified Teerth Purohit" badge shastriya evam operational checks ke baad diya jata hai:
Pandit Kalu Lala Guput
पंडित कालू लाला गुपुत (Pandit Kalu Lala Guput) गया जी के अत्यंत प्रतिष्ठित एवं वरिष्ठ गयावाल तीर्थ पुरोहित हैं। विष्णुपद क्षेत्र की पावन परंपरा से जुड़े पंडित जी विगत 60 वर्षों से भारत एवं विदेश से आने वाले श्रद्धालु परिवारों का सम्पूर्ण पिंडदान एवं श्राद्ध कर्म शास्त्रोक्त विधि से निर्विघ्न संपन्न कराते आ रहे हैं।
Pandit Ramakant Jha Shastri
Pandit Ramakant Jha Ji Gaya Ji ke paramparik Gayawal Teerth Pandit parivaar se hain. Unhone Sampurnanand Sanskrit Vishwavidyalaya se Shastracharya ki upadhi prapt ki hai aur picchle 28 varshon se desh-bidesh se aaye hazaron parivaaron ko pitru sewa dwara sadgati pradan karwai hai.
Pandit Venkat Subramaniam Shastri
Pandit Venkat Ji Dakshin Bharat (Tamil Nadu, Andhra Pradesh, Telangana, Karnataka) se aane wale yatriyon ki ritual requirements ko unke sampradaya ke anusar nishtha se karwate hain.