Ancestral Sewa
1 Din Mein Pind Daan Sewa
गया जी में 1 दिन के अंदर मुख्य 3 वेदियों पर पिंडदान एवं शास्त्रीय श्राद्ध विधि।
1 Din (Subah 6:00 AM - 2:00 PM)
Vishnupad, Falgu Nadi, Akshayavat
Why This Sewa?
Kam samay mein shuddh teerth vidhi dwara pitron ke shanti aur prarthana ke liye sabse mahatvapurna vidhi.
Aapke Liye Kya Arrange Hoga?
Verified Teerth Pandit assignment
Purn vidhi samagri coordination
Gaya Junction / Bus stand pickup guidance
Ritual venue coordination
Family assistance during whole day
Aapka Din Kaise Guzrega?
01
Gaya Ji Arrival
Railway station ya hotel par coordinator aapko attend karega.
02
Vidhi Ki Taiyari
Falgu Nadi tat par pavitra snaan/aachaman aur samagri taiyari.
03
Pind Daan Sampann
Falgu, Vishnupad aur Akshayavat par Vedic mantras ke sath Pind Arpan.
Is Sewa Ko Shuru Karein
Gaya Ji arrival date aur family members details submit karein. Coordinator team aapse sampark karke sab confirm karegi.